Hello My Dear Friend
Aap sabhi ka fir ek bhar shwagat ha hamare website www.surajpateleducation.com Par
Aaj ka hamara topic hai
Residence And Scope Of Total Income
Friend aap logo ko pata hoga ki ham loge ne ek post pahele hi likha hua hai residence status par us post me bataya gya hai ki
- Residence kya hai .
- Residence Status bataya gya hai.
- Basic condition batya gya hai.
- Question and Solution Bhi Kiye Hai
Agar Friend Aap Logo Ne Vo Post Nhi Dekha Hai To Pahele Aap Vo Dekh Le Jise Ki Ye Ashani Se Samjega
Me FRIEND App Logo Ko Use Post Ka Link Niche De Deta hu Jise Ki Aap Ko Help Ho Jaegi Is Post Ko Samajne me Or Is Topic Ko Samajane Me
RESIDENTIAL STATUS
Residence And Scope Of Total Tncome
- Is topic me hai samane vale person ka total income nikalana sikhege.
- Pahele To hame pata hona chaie person resident hai ki nhi jo aap ko upar vale link se pata chalega.
- Than aap logo ko ye pata karna hoga ki income kaha ka hai in india ka hai ki outside of india ka hai .
☺ Friend Topic Both Simple Hai Me Aap Logo Best Trick Batauga Is Topic Ka
- Indian In come.
- Foreign income But Controlling In India
- Other Income
Aap logo Ko yehi pata karna hai ki ye 3 mese konsa income hai
Jese Ki Aap Ko Niche Ke Image Me Dikh Rha Hoga Ki 4 Column Hai
- Nature of income
- Resident & ordinary resident (ROR)
- Resident But Not Ordinery Reisdent (RNOR)
- Non Resident (NR)
1st column me aap ko nature ok income batana hai ki vo income konsa hai indian ya foreign ya other
2nd , 3th , 4th column me aap logo amount put karna hai but yehi importance hai ki kisme kisme taxable hoga or kisme nhi
chaliye niche ke table se samajate hai
Friend Aap Logo ko Upar Ki Pic me dikh rhe hoge ki agar
- Indian Received In India Than Teeno Me Taxable ROR , RNOR , NR
- Foreign Income But Managing and Controlling Than Two Column Me Taxable hoga Income (ROR ) , (RNOR) .
- Other Income Ye vo Income Hai jo Upar Dono me nhi aata E.g US income , Uk Income etc. ye income sirif ek me taxable hoga (ROR).
Aap Logo Ko Niche ek Question dikh rha hoga or ham question Read kar ke dekhege ki vo kisme kisme taxable hoga
Jese ki aap upar question dekha rhe hoge To Chaliye Ab Ham Iska solution Karte hai .
Solution karne se patele aap ko ye dekhan hoga ki vo konsa income hai or kisme kisme taxable hoga
Indian Received In India Than Teeno Me Taxable ROR , RNOR , NR
Foreign Income But Managing and Controlling Than Do Column Me Taxable hoga Income (ROR ) , (RNOR) .
Other Income Ye vo Income Hai jo Upar Dono me nhi aata E.g US income , Uk Income etc. ye income sirif ek me taxable hoga (ROR).
Chaliye to salution dekhate hai nich
Friend I Hop Ki Aap Logo Ko Samaj Gya Hoga
Solution Dekh Ke Agar Fir Bhi Koi Problem Ho To Aap Muje Comment Kar Ke Bata Sakte Ho
Me Aap Logo Ki Problem Ko Solution Jarur Karuga
Agar Aap Chate Hai Iska Video Dekhana To Aap Mere Channel Suraj Patel Education Par Ja Sakate Hai Youtube Par Ya Niche Diye Gae Link Par Click Kar Ke Dekh Sakte Hai
Residential status ( Direct Tax)
Residence And Scope Of Total Income (lecture 2)
Residence And Scope Of Total Income (Lecture 1)
Agar Friend Aap Logo Ko Achha Laga Hoto Mere Is Website www.surajpateleducation.com ko Jarur Subcribe Karo Friend Or Aapne Sabhi Friend Logo Ko Share Karo Sath Hi Aap Logo Ko Koi Problem Hoto Muje Comment Jarur Kare
Ye Mere Or Bhi Youtube Vedio Ke Like Hai Aap Click Kar Ke Dekh Sakt hai
Aap Niche Ke Link Se Jo Ham Ne Solution Kiya Hai Uska PPT Mil Jaega Aap Download Kar Sakte hai
Hello friend
ReplyDeleteNise bro
ReplyDeleteVery vood yaar
ReplyDeleteVery nise post aage bhi banate rho
ReplyDeleteTo good yaar your post
ReplyDeleteNise
ReplyDeleteTo good yaar your post
ReplyDelete